Sara Zamana Lyrics – Ganapath | Benny Dayal

 Sara Zamana Song Details:

Song: Sara Zamana 
Movie: Ganapath 
Singer: Benny Dayal, Prakriti Kakar 
Lyrics: Priya Saraiya 
Music: White Noise Studios 
Starring: Tiger Shroff, Kriti Sanon

Sara Zamana Lyrics

Sara Zamana Mere
Dil Ka Deewaana Meri Jaan
Na Na Na Na Mujhe
Dil Na Lagana

Sara Zamana Mere
Dil Ka Deewaana Meri Jaan
Na Na Na Na Mujhe
Dil Na Lagana

Pyar Karne Ke Maamle Mein
Mera Naam Badnaam Hai

Pyar Karne Ke Maamle Mein
Mera Naam Badnaam Hai
Door Se Hi Nazdeekiyon Ko
Mera Salaam Hai

Zara Nazdeek Aa
Mujhse Nazrein Mila
Tujhko Bhi Ishq Ho Jayega

Chahe Kar Na Na Na
Tu Bahaane Bana
Dil Udhar Se
Idhar Aayega Aa Aa Aaaa..

Saara Zamana Mere
Dil Ka Deewaana Meri Jaan
Na Na Na Na Mujhe
Dil Na Lagana

Saara Zamana Mere
Dil Ka Deewaana Meri Jaan
Na Na Na Na Mujhe
Dil Na Lagana

Kitni Masti Bhari Yeh Ghadi Hai
Tujhko Kyun Ishqbaazi Chadhi Hai

Kitni Masti Bhari Yeh Ghadi Hai
Tujhko Kyun Ishqbaazi Chadhi Hai
Kya Zaroori Hai Dil Ko Lagana
Ishq Karne Ko Umar Padi Hai

Jo Bhi Karna Hai Kar
Kyun Ruke Umar Bhar
Mere Jaisa Milega Kahan

Chahe Kar Na Na Na
Tu Bahane Bana
Tera Dil Bhi Aayega Yahan
Aa Aa Aaaaaa..

Saara Zamana Mere
Dil Ka Deewaana Meri Jaan
Na Na Na Na Mujhe
Dil Na Lagana

Saara Zamana Mere
Dil Ka Deewaana Meri Jaan
Na Na Na Na Mujhe
Dil Na Lagana

Na Na Na Na Na Na….

Sara Zamana Music Video



No comments

Powered by Blogger.