Tum Kab Aaoge Lyrics – Rahul Vaidya RKV

 Tum Kab Aaoge Song Details:

Song: Tum Kab Aaoge

Singer: Rahul Vaidya RKV

Lyrics: Sanjeev Chaturvedi

Music: Sanjeev Ajay

Starring:Pratik Sehajpal, Jyoti Singh

Label: Hitz Music


Tum Kab Aaoge Lyrics


Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi

Tum Nahi Aaye
Sau Khwaab Dikha Kar Chali Gayi
Tum Nahi Aaye

Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi
Tum Nahi Aaye
Sau Khwaab Dikha Kar Chali Gayi
Tum Nahi Aaye

Meri Aankhein Poochh Rahi Hai
Kitna Tadpaoge

Tum Kab Aaoge Yaara
Tum Kab Aaoge
Tum Kab Aaoge Yaara
Tum Kab Aaoge

Main Apne Aangan Ko
Har Roz Sajata Hoon
Tere Bin Mar Jaaun Na
Soch Ke Main Dar Jaata Hoon

Main Apne Aangan Ko
Har Roz Sajata Hoon
Tere Bin Mar Jaaun Na
Soch Ke Main Dar Jaata Hoon

Meri Saansein Poochh Rahi Hai
Kab Vaada Nibhaoge

Tum Kab Aaoge Yaara
Tum Kab Aaoge
Tum Kab Aaoge Yaara
Tum Kab Aaoge

Mujhe Paagal Keh Kar Ke
Saari Duniya Hansti Hai
Yeh Kya Jaane Be-dardi
Tu Mere Dil Mein Basti Hai

Mujhe Paagal Keh Kar Ke
Saari Duniya Hansti Hai
Yeh Kya Jaane Be-dardi
Tu Mere Dil Mein Basti Hai

Meri Baahein Poochh Rahi Hai
Kab Aawaaz Lagaoge

Tum Kab Aaoge Yaara
Tum Kab Aaoge
Tum Kab Aaoge Yaara
Tum Kab Aaoge

Haan Aa Aa.. Tum Kab Aaoge
Tum Kab Aaoge Yaara
Tum Kab Aaoge

तुम कब आओगे Lyrics In Hindi

बरसात भी आकर चली गई
तुम नहीं आए
सौ ख्वाब दिखाकर चली गई
तुम नहीं आए

मेरी आँखें पूछ रही हैं
कितना तड़पाओगे

तुम कब आओगे यारा
तुम कब आओगे
तुम कब आओगे यारा
तुम कब आओगे

मैं अपने आँगन को
हर रोज़ सजाता हूँ
तेरे बिन मर जाऊँ ना
सोच के मैं डर जाता हूँ

मैं अपने आँगन को
हर रोज़ सजाता हूँ
तेरे बिन मर जाऊँ ना
सोच के मैं डर जाता हूँ

मेरी साँसें पूछ रही हैं
कब वादा निभाओगे

तुम कब आओगे यारा
तुम कब आओगे
तुम कब आओगे यारा
तुम कब आओगे

मुझे पागल कह कर के
सारी दुनिया हंसती है
ये क्या जाने बेदर्दी
तू मेरे दिल में बस्ती है

मुझे पागल कह कर के
सारी दुनिया हंसती है
ये क्या जाने बेदर्दी
तू मेरे दिल में बस्ती है

मेरी बाहें पूछ रही हैं
कब आवाज़ लगाओगे

तुम कब आओगे यारा
तुम कब आओगे
तुम कब आओगे यारा
तुम कब आओगे

हाँ आ आ.. तुम कब आओगे
तुम कब आओगे यारा
तुम कब आओगे


No comments

Powered by Blogger.