Lag Jaa Gale Lyrics ( लग जा गले ) - Lata Mangeshkar

 Lag Ja Gale Se Phir Song Details

Song: Lag Jaa Gale
Movie: Woh Kaun Thi
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Raja Mehdi Ali Khan
Music: Madan Mohan

Lag Ja Gale Se Phir Song Lyrics In Hindi

लग जा गले कि फिर ये हसीं रात हो न हो

शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो

लग जा गले से ...


हमको मिली हैं आज, ये घड़ियाँ नसीब से

जी भर के देख लीजिये हमको क़रीब से

फिर आपके नसीब में ये बात हो न हो

फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो

लग जा गले कि फिर ये हसीं रात हो न हो


पास आइये कि हम नहीं आएंगे बार-बार

बाहें गले में डाल के हम रो लें ज़ार-ज़ार

आँखों से फिर ये प्यार कि बरसात हो न हो

शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो


लग जा गले कि फिर ये हस्सीं रात हो न हो

शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो

लग जा गले कि फिर ये हस्सीं रात हो न हो

Lag Ja Gale Se Phir Song Lyrics In English

Lag ja gale ki phir ye

Hasin raat ho na ho

Shaayad phir is janam

Mein mulaaqaat ho na ho

Lag jaa gale


Ham ko mili hain aaj

Ye ghadiyaan nasib se

Ji bhar ke dekh lijiye

Ham ko karib se

Phir aap ke nasib mein

Ye baat ho na ho

Shaayad phir is janam

Mein mulaaqaat ho na ho

Lag jaa gale


Paas aaiye ki ham nahin

Aaenge baar baar

Baahen gale mein daal

Ke ham ro le zaar zaar

Aankhon se phir ye pyaar

Ki barasaat ho na ho

Shaayad phir is janam

Mein mulaaqaat ho na ho


Lag ja gale ki phir ye

Haseen raat ho na ho

Shaayad phir is janam

Mein mulaaqaat ho na ho

Lag jaa gale.

Lag Ja Gale Se Phir Song Video



No comments

Powered by Blogger.