Badhte Chalo Lyrics – Sam Bahadur
Badhte Chalo Song Details Song: Badhte Chalo Movie: Sam Bahadur Singer: Shankar Mahadevan, Vishal Dadlani, Divya Kumar Lyrics: Gulzar Music: Shankar Ehsaan Loy Starring: Vicky Kaushal, Fatima Sana Shaikh Label: Zee Music Company Badhte Chalo Lyrics Sarhad Pe Chalein Sarhad Pe Humein Aawaz Lagani Hai Maathe Pe Tilak Jai Hind Laga Woh Meri Nishani Hai Sooraj Ki Tarah Sooraj Ki Tarah Sar Chadhte Hain Hum Sar Chadhte Hai Hum Parvat Ko Gira Ke Parvat Ko Gira Ke Badhte Hain Hum Badhte Hain Hum Chattan Se Chaude Seenon Mein Toofan Uthana Hai Hai Josh Mein Sarfarosh Ladd Jaana Hai Badhte Chalo Badhte Chalo Badhte Chalo Rukna Nahi Jhukna Nahi Badhte Chalo Badhte Chalo Badhte Chalo Badhte Chalo Hum Ek Saath Hain Ek Nishaan Badhte Chalo Veer Madrasi Hey Hadikolu Hadikolu Hadikolu Bolo Shri Chhatrapati Shivaji Maharaj Ki Jai Badri Vishal Laal Ki Jai Birsa Munda Ki Jai Bajrangbali Ki Jai Raja Ram Chadra Ki Jai Bolo Hindustan Ki Jai Jo Bole So Nihal Sat Sri Akal Sarhad Pe Chalein ...